Roman script

are kisi ko mujrim kahne waalo

apne dil me jhaank ke dehko

kaun hai mujrim pata chalega

are kisi ko mujrim kahne waalo

apne dil me jhaank ke dehko

kaun hai mujrim pata chalega

jiske dil me khot bhara ho

sach ki use pahchaan kaha

jiske dil me khot bhara ho

sach ki use pahchaan kaha

jo na samjhe dard kisi ka

patthar hai insaan kahan

patthar hai insaan kahan

are kisi ko mujrim kahne waalo

apne dil me jhaank ke dehko

kaun hai mujrim pata chalega

nirdosho par dosh laga kar

apne paap chhipaate ho

nirdosho par dosh laga kar

apne paap chhipaate ho

waqt kisi din batlaayega

kitn paap kamaate ho

are kisi ko mujrim kahne waalo

apne dil me jhaank ke dehko

kaun hai mujrim pata chalega

sacche aur majbut iraade

koi kuchal na paaye

sacche aur majbut iraade

koi kuchal na paaye

uthte hue tufaano ke rukh koi badal na paaye

kaanun banaane waalo insaaf ke rakhwaalo

khud hi tum insaaf karo

insaaf karo, insaaf karo

insaaf karo, insaaf karo

insaaf karo

Explore this song