Roman script

kisi ko iska pata na ho

aji pata na ho

kisi ko iska pata na ho

aji pata na ho

is pyar se usne mujhse kaha

is pyar se usne mujhse kaha

abe ja abe ja tera kahna man liya

par kisi ko iska pata na ho

aji pata na ho

patli kamar lachka ke chali jab

mast najar matka ke chali jab

dil ko hila gayi bijli gira gayi 

teer chala gayi apna bana gayi

dil ko hila gayi bijli gira gayi 

teer chala gayi apna bana gayi

chutki ama chukti le gyi dil ko uda

is pyar se usne mujhse kaha

abe ja  abe ja tera kahna man liya

abe ja tera kahna man liya

par kisi ko iska pata na ho

aji pata na ho

phulo ki rani thi baharo pe raaj tha

chanda se mukh pe sone ka taz tha

pucho nahi yar mere pucho nahi yar mere

kaun thi wo kya thi jawani ki sabab tha

masti ki adab thi

jawani ki sabab tha masti ki adab thi

bhai apan to ho gaye uspe fida

haay uspe fida

jab pyar se usne mujhse kaha

jab pyar se usne mujhse kaha

abe ja  abe ja tera kahna man liya

abe ja tera kahna man liya

par kisi ko iska pata na ho

aji pata na ho

Explore this song