Roman script

kisi ko hasi mili to kisi ko rulai

kahi par hai matam kahi sahnayi

yugo se kahani yahi chali aayi

apna apna bhag hai bhai

koi chuye mati to ban jaye sona

koi chuye mati to ban jaye sona

kisi ko mila haye umar bhar ka rona

dekho kahi bhi jake padega dikhai

kahi sukhi jiwan kahi kathinayi

yugo se kahani yahi chali aayi

apna apna bhag hai bhai

milte kisi ko yaha bina mange moti

milte kisi ko yaha bina mange moti

kahi kato wale path par zindgani roti

dekho re nasib ki dekho nithurai

kahi hase nain kahi aankhe dab dabai

yugo se kahani yahi chali aayi

apna apna bhag hai bhai

kisi ko hasi mili to kisi ko rulai

kahi par hai matam kahi sahnayi

yugo se kahani yahi chali aayi

apna apna bhag hai bhai

Explore this song