Roman script

kisi ki yaad mein payi 

hai jab kami humne 

kisi ki yaad mein payi 

hai jab kami humne 

to aansuon se jala 

di hai zindagi  humne 

kisi ki yaad mein 

siyaha raat ka daman 

hai aur kuch bhi nahi 

siyaha raat ka daman 

hai aur kuch bhi nahi 

wo jis mukam pe dekhi 

thi roshni humne 

kisi ki yaad mein 

tere khyal ka shisha 

na tut jaaye kahi 

tere khyal ka shisha 

na tut jaaye kahi 

isi khyal mein har shab 

gujaar di humne 

to aansuon se jala 

di hai zindagi humne 

kisi ki yaad mein

Explore this song