Roman script

kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye

jamana gujra hai apna khayaal aaye huye

jamana gujra hai apna khayaal aaye huye

badi ajeeb khushi hai gum-e-mohabbat bhi

hasi labo pe magar dil pe chot khaaye huye

kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye

hajaar parde ho pahre ho ya ho deewaare

hajaar parde ho pahre ho ya ho deewaare

rahenge meri najar me to wo samaaye huye

kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye

kisi ke husn ki bas ek kiran hi kafi hai

ye log mere aage hai samma kaye huye

ye log mere aage hai samma kaye huye

kisi ki yaad me duniya ko hai bhulaye huye

jamana gujra hai apna khayaal aaye huye

Explore this song