Roman script

kisi ke dil me khwaahishe
kisi ke dil me hasrate 
kisi ke dil me khwaahishe
kisi ke dil me hasrate 
kisi ke dil me jigyasa 
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
kisi ke dil me khwaahishe
kisi ke dil me hasrate 
kisi ke dil me jigyasa 
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
koi bhukha jawani ka 
koi aashiq hai shohrat ka
koi aashiq hai shohrat ka
mohabbat koi karta hai 
diwana koi daulat ka
diwana koi daulat ka
koi bhukha jawani ka 
koi aashiq hai shohrat ka
mohabbat koi karta hai 
diwana koi daulat ka
har ek chahta hai dilasa
sabhi ke man me jigyasa
sabhi ke man me jigyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
jise kahte hain izzat wo 
to har kone pe bikti hai
har kone pe bikti hai
zara socho humari 
zindagi ye kitni sasti hai
zindagi ye kitni sasti hai
jise kahte hai izzat wo 
to har kone pe bikti hai
zara socho humari 
zindagi ye kitni sasti hai
nache jaise koi rakka sabhi 
kisi ke dil me jigyasa
kisi ke dil me khwaahishe
kisi ke dil me hasrate 
kisi ke dil me jigyasa 
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa
yaha har saksh hai pyasa

Song details

Song video

Watch on YouTube