Roman script

tum yaad naa aaya karo 

tum yaad naa aaya karo 

jab yaad tumhari aati hai 

main pagal sa ho jata hu

gujare lamho ki waadi main 

main door kahi kho jata hu ho 

tum yaad naa aaya karo 

tum yaad naa aaya karo 

wo jhil wo lahre wo kashti

shokh ladkpan ki wo masti

mahful hai ab tak aankho mein

us paar wo chhoti si basti

kya kya nahi gujari is dil pe

ye baat tumhe malum nahi

kaise katate hai din ro ro ke

din raat tumhe malim nahi

tum yaad naa aaya karo 

tum yaad naa aaya karo 

tumne di ye mujhe kaisi saja

kis mod pe lake chhod diya

jina to yaha mushkil hai magar

marna bhi yaha dushwar hua

kya khun mohabbat ki tumne

di jakhmo ki saukhat mujhe

din raat bahut tadpate hai

wo gujare huye lamhaat mujhe

tum yaad naa aaya karo 

tum yaad naa aaya karo 

jab yaad tumhari aati hai 

main pagal sa ho jata hu

gujare lamho ki waadi main 

main door kahi kho jata hu

tum yaad naa aaya karo 

tum yaad naa aaya karo

Explore this song