Roman script
kisi hasin yaar ki talash hai yahi to din hai pyar ke bahar ke ke mujhko mere pyar ki talash hai kisi hasin yaar ki talash hai yahi to din hai pyar ke bahar ke ke mujhko mere pyar ki talash hai kisi hasin yaar ki talash hai kahin to aisa dil mile khuda kare ke mere dard-e-dil ki jo dava kare chahaton ka haq wo yun ada kare umar bhar ka saath de wafa kare aisa dilruba mile to pyar ho nazar nazar karar ki talash hai yahi to din hai pyar ke bahar ke ke mujhko mere pyar ki talash hai kisi hasin yaar ki talash hai zindagi ko jo meri sawar de jawan jawan shabab ki bahar de yaar mera aisa ho ke pyar de jo mai chahun mujhko bar bar de nigah me tere kahin samayega chand ban ke jo zamin pe aayega labon ki pyas lab se jo bujhayega kya bataun kaisa lutf payega aise dil ruba mile to pyar ho nazar nazar karar ki talash hai yahi to din hai pyar ke bahar ke ke mujhko mere pyar ki talash hai kisi hasin yaar ki talash hai yahi to din hai pyar ke bahar ke ke mujhko mere pyar ki talash hai kisi hasin yaar ki talash hai
Song details
- Singer: Kavita Krishnamurthy
- Singer: Amit Kumar
- Film / album: Nishchaiy (1992)
- Composer: O P Nayyar
- Lyricist: Qamar Jalalabadi
- Actor: Vinod Khanna
- Actor: Salman Khan
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Moushmi Chatterjee
- Actor: Sudha Chandran
- Actor: Avtar Gill
- Actor: Rajeev Kumar
- Actor: Reema Lagoo
- Actor: Roopa Ganguly
- Actor: Saeed Jaffrey
- Actor: Kishore Bhanushali
- Actor: Sarla Yogelkar
- Actor: Shammi Kapoor
- Actor: Mahesh
- Actor: Goga Kapoor
- Actor: Rajendra Nath
Song video
singer: Kavita Krishnamurthy, Amit Kumar
actor: Salman Khan, Karishma Kapoor