Roman script

kisi aur ke naam ki mehndi

hathon mein na apne bharna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

tum to shayad jee lo mere bin oo

jee na paunga main tere bin

le jaye jo tumko chhin kar oo

kaash kabhi aaye na aisa din

tumse bichhad ke aur

kisi ka ho na sakunga

jisme tumhara pyaar

hai wo dil kisko mai dunga

hona na juda kabhi mujhse

jeena dushvar na karna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

hathon ko na mere chhodna oo

dekho mera dil na todna

mar jaunga hokar main juda oo

tumko kasam hai munh na modna

tum ho meri, meri hi

rahogi keh bhi do na

aur kisi ki tum na

banogi keh bhi do na

koi jhuthi kasam na khana

jutha na ikraar na karna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

kisi aur ke naam ki mehndi

hathon mein na apne bharna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

thukara ke mohabaat meri

kabhi kisi aur se pyaar na karna

Explore this song