Roman script

kisi aasma pe to sahil milega 

kisi aasma pe to sahil milega 

kisi aasma pe to sahil milega 

mai lane wahi aasma ja raha hu

mai lane wahi aasma ja raha hu

jaha pe zami aasma chhu rahi hai

wahi ja raha hu waha ja raha hu

wahi ja raha hu waha ja raha hu

kisi aasma pe to sahil milega 

kai bar dekhi hai sinduri shame

kai bar dekhi hai sinduri shame

upath se pare jagmgati hui

kai bar khamoshiyo me suna hai 

gujarti hai mujhko bulati hui

gujarti hai mujhko bulati hui

jaha pe mile wo jaha ja raha hu

jaha pe mile wo jaha ja raha hu

mai lane wahi aasma ja raha hu

mai lane wahi aasma ja raha hu

kisi aasma pe to sahil milega 

bahut bar socha ye sinduri raugan

bahut bar socha ye sinduri raugan

jaha pe khada hu wahi pe bichha du

ye suraj ke jharne zami pe mile to

ek aur aasma mai zami pe bichha du

ek aur aasma mai zami pe bichha du

jaha pe mile wo jaha ja raha hu

jaha pe mile wo jaha ja raha hu

mai lane wahi aasma ja raha hu

mai lane wahi aasma ja raha hu

kisi aasma pe to sahil milega

Explore this song