Roman script

kise malum tha do din me savan beet jayega

savan beet jayega

tamannae hamari yun tadapati chhod  jayega

savan beet jayega kise malum tha do din me

savan beet jayega savan beet jayega

dil-e-betab teri yaad me ansu bahayega

hame rah rah ke ye zalim zamana yaad ayega

savan beet jayega kise malum tha do din me 

savan beet jayega savan beet jayega

zaban bedardiyan uski na kahne payegi lekin

hamari ankh ka pani kahani kah sunayega

savan beet jayega kise malum tha do din me

savan beet jayega savan beet jayega

jahan valo are ham ne kisi ka kya bigada tha

hamari raah me bhagavan bhi kante bichhayega

savan beet jayega kise malum tha do din me

savan beet jayega savan beet jayega

Explore this song