Roman script

kis ko kaatil main kahu kis ko masiha samjhu

sab yaha dost hi baithe hai kise kya samjhu 

wo bhi kya din the ke har vaham yakin hota tha 

ab haqiqat nazar aaye to use kya samjhu 

ab haqiqat nazar aaye to use kya samjhu 

sab yaha dost hi baithe hai kise kya samjhu 

dil jo tuta to kai hath dua ko uthe 

dil jo tuta to kai hath dua ko uthe 

aise mahaul me ab kis ko paraya samjhu

aise mahaul me ab kis ko paraya samjhu

zulm ye hai ke hai yaqta teri beganaravi 

lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhu

lutf ye hai ke main ab tak tujhe apna samjhu

kis ko kaatil main kahu kis ko masiha samjhu

sab yaha dost hi baithe hai kise kya samjhu

Explore this song