Roman script

kis ko khabar thi kis ko yaki tha
aise bhi din aayenge
haye
jeena bhi mushkil hoga aur marne bhi na payenge
haye kis ko khabar thi
hum 
hum jaise barbaad dilo ka
jeena kya aur marna kya
hum jaise barbaad dilo ka
jeena kya aur marna kya
aaj teri mehfil se uthe
kal duniya se uth jayenge
haye kis ko khabar thi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Dilip Kumar, Vyjayantimala