Roman script
kise kahe ki koun humre chale gaye hum ji rahe the jinke sahare chale gaye unke bager aapni unke bager aapni khabar bhi na mil saki khabar bhi na mil saki hum bekhudi mein khud ko pukare chale gaye hum ji rahe the jinke sahare chale gaye wo khawb wo sukuno wo khawb wo sukuno ? aaye the sath sath tumhare chale gaye hum ji rahe the jiske sahare chale gaye dil mein kai ummide koi aarju nahi koi aarju nahi aarma humare sath tumhare chale gaye kisse kahe ki koi humre chale gaye
Song details
- Singer: Zohrabai Ambalewali
- Film / album: Parai Aag (1948)
- Composer: Ghulam Mohammed
- Lyricist: Tanveer Naqvi
- Actor: Ulhas
- Actor: Madhubala
- Actor: Munawar Sultana
- Actor: Sheri
- Actor: Raj Talwar