Roman script

is lamhe me kya hai chhupa 

na raz fass ye kabhi ho saka 

kab kya yaha pe ho jayega koi nahi jaanta

dariya hai bahut gehra na dubna 

kya kya hai chhupa isme tu puchhana

dariya hai bahut gehra na dubna 

kya kya hai chhupa isme tu puchhana

har koi yaha lutera maan ja

chehare pe yaha chehara hai jaan ja 

kya pata hai kab kise 

vakt ki sajishe nahi koi bata saka 

na ho sake jispe yaki ye karde hai aisi zindgi 

badal hi de ek pal me sama

karna kisi pe koi bharosa 

waisa nahi vo jaisa hai socha 

har din hota yaha kuch naya hai mat ho tu hairaan

dariya hai bahut gehra na dubna 

kya kya hai chhupa isme tu puchhana

har koi yaha lutera maan ja

chehare pe yaha chehara hai jaan ja 

is lamhe me kya hai chhupa 

na raz fass ye kabhi ho saka 

kab kya yaha pe ho jayega koi nahi janta

Explore this song