Roman script
kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa he saanso me chubti hai rishto ki kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa naazi se aati hai yaado ki hickiyaan kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa waqt laaye kabhi aise halaat me ho jaaye sab fana ek hi raat me waqt laaye kabhi aise halaat me ho jaaye sab fana ek hi raat me band ho jaaye khwaabo ki sab khidkiyaa kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa naazi se aati hai yaado ki hickiyaan kirchiyaa, kirchiyaa itni bebas kare ajnabi khwaaishe tuti jaaye sabhi faasle bandishe itni bebas kare ajnabi khwaaishe tuti jaaye sabhi faasle bandishe jaane anjaane kar baithe hum galtiyaan kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa saanso me chubti hai rishto ki kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa naazi se aati hai yaado ki hickiyaan kirchiyaa, kirchiyaa kirchiyaa, kirchiyaa
Song details
- Singer: Vijay Prakash
- Singer: Alisha Batth
- Film / album: Kirchiyaan (2013)
- Composer: Shamir Tandon
- Lyricist: Sameer
- Actor: Chitrangda Singh
- Actor: Sushant Singh
- Actor: Vipin Sharma
- Actor: Manu Rishi
Song video
singer: Vijay Prakash, Alisha Batth