Roman script

naseeb walo ko ajmer bulate khawaja

nek bando pe apna rahem lutaate khawaja

muinudeen ke dar pe koi na chhota na bada

jo hai insaan bada usko chaahte khawaja

khawaja mere khawaja, ae khawaja

aaye tere dar pe, ae khawaja

har mulk aur majhab ke

insaa shoharat teri, sun ke ae khawaja

ek nur-e-illahi hai khawaja

eh-shaan khudai hai khawaja

ek khuda ki nemat duniya ko

us rab ki gawahi hai khawaja

khawaja mere khawaja, ae khawaja

aaye tere dar pe, ae khawaja

har mulk aur majhab ke

insaa shoharat teri, sun ke ae khawaja

ae khawaja, ae khawaja

mere khawaja, ae khawaja

ae khawaja, ae khawaja

mere khawaja, ae khawaja

ho tu nawazish karna, jholiya bhar dena

hai hamari binti ardaas sun lena, khawaja

aaye tere dar pe, dur se hum chal ke

mannate hum sab ki tu puri kar dena

akiddat ki chaadar hum chadhane aaye hai

tere dar pe sar ko hum jhukane aaye hai

hai banda parvar, tu khawaja

duniya ki sikandar, tu khawaja

ab arj hamari sun le ke

apna bhi mukadaar tu khawaja

ek nur-e-illahi hai khawaja

eh-shaan khudai hai khawaja

ek khuda ki nemat duniya ko

us rab ki gawahi hai khawaja

ae khawaja, ae khawaja

mere khawaja, ae khawaja

ae khawaja, ae khawaja

mere khawaja, ae khawaja

khawaja mere khawaja

khawaja mere khawaja

khawaja mere khawaja

tu ali hai khawaja, bandagi hai khawaja

jaanti hai duniya, chishti ka kyaa kehna

hum sawali tere, hum bhikhari tere

hum hai tere khaadeem, dar pe tere rahna

tu hamari zindagi aabad kar dena

hai fali tu apna beda paar kar dena

ho kar yaha par, kar yaha par

kar yaha par gunaah se tauba

kisi bekas ki aah se tauba

kisi ka dil dukha ke haasil ho

aisi har ek chaah se tauba

tauba tauba tauba

tauba meri tauba, tauba

tauba tauba tauba, tauba kije tauba

tauba gunaho se tauba

tauba un chaaho se tauba

bhatka de manzil se apni

taub un raaho se tauba

kisi ka dil dukha ke haasil ho

aisi har ek chaah, aisi har ek chaah

aisi har ek chaah se tauba

ab chaahenge tujh ko khawaja

teri har chaahat ko khawaja

sab jante hai uska jalwa

wo janta hai sab ko khawaja

ek nur-e-illahi hai khawaja

eh-shaan khudai hai khawaja

ek khuda ki nemat duniya ko

us rab ki gawahi hai khawaja

ae khawaja, ae khawaja

mere khawaja, ae khawaja

ae khawaja, ae khawaja

mere khawaja, ae khawaja

ae khawaja, ae khawaja

mere khawaja, ae khawaja

ae khawaja, ae khawaja

mere khawaja, ae khawaja

Explore this song