Roman script

Khwabo si jo ek baat thi aaj wo sach hui

Khwabo si jo ek baat thi aaj wo sach hui

dil mein kahi jo aas thi Kal wo rang layegi

sabko hai yakin wo subah aayegi

sabko hai yakin wo subah aayegi

tufan hai hum apna hunar maloom hai humko yaha

jis or bhi hum chal pade rasta naya milta waha

dabi hui si jo aag thi, subah hui to jal padi

har zur dur tak roshni bikhar gayi

har zur dur tak roshni bikhar gayi

suraj kahe jab hausla to kyun bhala hum chup rahe

jo hai kisi deewar ho pighlake hum ab kyun sahe

yaha waha jaha bhi dekha hai, nazar nazar gazab ki tewar hai

ulat gayi hai chaal mohoro ki, eit ka jawaab patthar hai

sama sama pe ik charcha hai inkalab aaj ayega

josh sarfire iraado ka aaj dekho rang layega

milo ki jo raah thi aaj wo taiy hui 

milo ki jo raah thi aaj wo taiy hui

kalse aaj ki duriya seemat gayi

kalse aaj ki duriya seemat gayi

badli zami ye aasmaan niklega ab suraj naya

charo taraf hai khalbali hona tha jo wo ho gaya

Khwabo si jo ek baat thi aaj wo sach hui

Explore this song