Roman script

dil me ek khwaab ko hum sajaayen

sachay waadon ka diya jalaayen

dil me ek khwaab ko hum sajaayen

sachay waadon ka diya jalaayen

sachi raah par karvaan ho

manzil kehkashan ho

jo raasta ho muntazir

rehguzar aasman ho

dil me ek khwaab ko hum sajaayen

sachay waadon ka diya jalaayen

himmat ki roshni ho

jo mann ko jagmagaaye

haathon main phir azam ka

ek parcham lehraaye

sachi raah par karvaan ho

manzil kehkashan ho

jo raasta ho muntazir

rehguzar aasman ho

dil me ek khwaab ko hum sajaayen

sachay waadon ka diya jalaayen

dil me ek khwaab ko hum sajaayen

sachay waadon ka diya jalaayen

sachi raah par karvaan ho

manzil kehkashan ho

jo raasta ho muntazir

rehguzar aasman ho

sachi raah par karvaan ho

manzil kehkashan ho

jo raasta ho muntazir

rehguzar aasman ho

Explore this song