Roman script

khwaab khwaab tukdon mein

todna tha to chhodna tha to

dil lagaya kyun tha

khwaab khwaab tukdon mein

todna tha to chhodna tha to

dil lagaya kyun tha

tujhse rootha rootha hoon

tujhse hi na jud paaun

itna toota toota hoon

jo tumko chheene mujhse

woh jhooth hai duniyadaari

dil walon ko na samjhe

main raakh karun yeh saari

jaise dete hain taane

waise karti tareefein

yeh duniya humse woh jal

bas deti hain takleefein

tujhse rootha rootha hoon

tujhse hi na jud paaun

itna toota toota hoon

naaraz hua main khud se

ya aaj khafa hon sabse

ik baar mila jo mujhko

to poochhunga main rab se

kya shauk chadha tha bolo

kyun tumne yeh ishq banaya

yeh baatein agar sabhi ko

na raas kisi ke aaya

khwaab khwaab tukdon mein

todna tha to chhodna tha to

dil lagaya kyun tha

aankh se chhalakti hain chahtein teri

yoon mitana tha to banaya kyun tha.

Explore this song