Roman script

ghamo main doob kar bhi
muskurana khushnaseebi hai
teri yaado ko yun apna banana 
khushnaseebi hai
ghamo main doob kar bhi
muskurana khushnaseebi hain
teri yaado yun ko apna banana 
khushnaseebi hai
jo woh hai paas to lamho ki
dhadkan kaun ginta hai
jo woh hain paas to lamho ki
dhadkan kaun ginataa haim 
guzarte waqt ka yun thahar jana 
khushnaseebi hai
teri yaado yun ko apna banana 
khushnaseebi hai
humare aansuo me aaj bhi 
tasveer hai teri
humare aansuo me aaj bhi 
tasveer hai teri
humari aankh me ye khazana 
khushnaseebi hain
teri yaado yun ko apna banana 
khushnaseebi hai
ghamo main doob kar bhi
muskurana khushnaseebi hai
teri yaado ko yun apna banana
khushnaseebi hai
ghamo me doob kar bhi
muskurana khushnaseebi hain

Song details

Song video

Watch on YouTube