Roman script

chhupke baithi hai chashme ke pichhe
kabhi taake upar se kabhi jhake ye niche 
chhupke baithi hai chashme ke pichhe
kabhi taake upar se kabhi jhake ye niche 
haaye lagiya kare dil thagiya kare 
lagiya kare dil thagiya kare 
karke sina chori khurafati akhiya tori 
haye khurafati akhiya tori, haye khurafati akhiya tori
haye khurafati akhiya tori
chhupke baithi hai chashme ke pichhe
kabhi taake upar se kabhi jhake ye niche 
haaye lagiya kare dil thagiya kare 
lagiya kare dil thagiya kare 
karke sina chori khurafati akhiya tori 
haaye khurafati akhiya tori, haaye khurafati akhiya tori
haaye khurafati akhiya tori
sar phiri hai sar pe chadhi hai 
hai ladaaki mujhse ladi hai 
sar phiri hai sar pe chadhi hai 
hai ladaaki mujhse ladi hai 
sar phiri hai sar pe chadhi hai 
hai ladaaki mujhse ladi hai
hai ladaaki haay mujhse ladi hai
ishk baji kare mujhe raji kare 
ishk baji kare mujhe raji kare 
chhede chori chori khurafati akhiya tori
haaye khurafati akhiya tori, o haaye khurafati akhiya tori
haaye khurafati akhiya tori
nishane ki pakki tirandaji me kachchi 
phir bhi sajan mohe lagti hai achchhi 
nishane ki pakki tirandaji me kachchi 
phir bhi sajan mohe lagti hai achchhi 
badmasi kare achchhi khasi kare 
badmasi kare achchhi khasi kare 
lute dil ki tijori khurafati 
khurafati akhiya tori
haaye khurafati akhiya tori, haaye khurafati akhiya tori
haaye khurafati akhiya tori

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Ravi Kissen, Vishakha Singh