Roman script
khuli hawa me dole re aaj mera man bole re dil ki davaa le ke aayegaa saanvariya khuli hawa me dole re aaj mera man bole re dil ki davaa le ke aayegaa saanvariya badariyaa jo chhaayi sandesava aisa laai ki sun sun mai to sharamaai ghabarayi badariyaa jo chhaayi sandesava aisa laai ki sun sun mai to sharamaai ghabarayi kisi ne chori chori mere ghunghat ke pat khole re laaj ki maari mai to hui re baavariya khuli hawa me dole re aaj mera man bole re dil ki davaa le ke aayegaa saanvariya mai ankhiyaan jhukaau yaa mukhda chhupaau samajh nahi aaye mujhe hay kit jaau mai ankhiyaan jhukaau yaa mukhda chhupaau samajh nahi aaye mujhe hay kit jaau aaj kisi ne mujhe pukaara pyaar se haule-haule re zuk zuk jaaye re hay meri najariya khuli hawa me dole re aaj mera man bole re dil ki davaa le ke aayegaa saanvariya
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Champa Kali (1957)
- Composer: Hemant Kumar
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: Suchitra Sen
- Actor: S L Puri
- Actor: Mumtaz Begum
- Actor: Shobha Khote
- Actor: Mubarak
- Actor: Pran
Song video
actor: Bharat Bhushan, Shobha Khote, Suchitra Sen