Roman script

khuli hai khuli hai aankh magar 

khwab hai wahi ka wahi khwab hai wahi ka wahi

khwab hai wahi ka wahi ye talabgar hai mujhe 

nind ud kar na gayi nind ud kar na gayi

khwab hai wahi ka wahi

ye wo sahar hai ye wo sahar hai

sitaro me jikar tha jiska nahi hai chand magar

chand sa hai pas koi chand sa hai pas koi

khwab hai wahi ka wahi

bahar aayi bahar aayi kisi ne kaha chaman ka

kab aa gaye wo yaha hamko bhi khabar na hui

hamko bhi khabar na hui khwab hai wahi ka wahi

chalak padi hai chalak padi hai

khushi banke mere nagmo me

jo bat ho hoth pe par kabhi kahi na gayi

par kabhi kahi na gayi khwab hai wahi ka wahi

Explore this song