Roman script

khul jayega kismat ka tala, main bhi actor banunga namwala 

apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye, apki duwa chahiye

nachunga gayunga fight batunga main

koi jo na kar paye wo kar dikhaunga main

kisi director ki bas mujhpar ek najar pad jaye

ya to top heroine ki bas mujhase ankh lad jaye

khul jayega kismat ka tala, main bhi actor banunga namwala

apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye, apki duwa chahiye

james bond banake jab film mein ayunga

ek mauka mil jaye acting karunga gajab ki

aaya jo han parde par chhutti main kar dunga sab ki

sari hasin jawan ladkiya mangegi autograph

tanhayi mein chhupkar mera chumengi photograph

khul jayega kismat ka tala, main bhi actor banunga namwala 

khul jayega kismat ka tala, main bhi actor banunga namwala 

apki duwa chahiye bas apaki duwa chahiye, apki duwa chahiye

Explore this song