Roman script

din gujarta hai raat dhalti hai zindagi

gum ke sath chalti hai

aati hai ek hi awaz  jab mohabbat ki baat

chalti hai kya 

khudaya khudya mohabbat ki baat chalti hai 

khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya

khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya

ye haalat na banti ye surat na hoti har ek 

sham subah kayamat na hoti

khudaya khudya mohabbat na hoti 

khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya 

hum tumko bataye kaise 

hum tumko bataye kaise hote hai mohabbat vale 

parde me hansi ke chup kar rote hai mohabbat vale

rote hai mohabbat vale agartum samjhte

mohabbat ka matlab

agartum samjhte mohabbat ka matlab

to izhar karne ki jarurat na hoti to izhar 

karne ki jarurat na hoti

khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya

is dil ka bura ho jis ne 

is dil ka bura ho jis ne 

humko na kahi ka chhod a tum jaise 

wafa dusman ne umid ka naata joda umid ka

naata joda

baharo ne apna nashe man na jalta

baharo ne apna nashe man na jalta

agarbaagba se shararat na hoti agar

baagba se shararat na hoti

khudaya khudya mohabbat na hoti hum ban ke 

chirage mahfil hum ban ke chirage

mahfil  jalte hai kai raato se

hoti hai vo baate aksar dil darta hai in baato se

dil darta hai in baato se ye manzil kabhi 

zindagi me na aati

ye manzil kabhi zindagi me na aati agar

dosto ki inayat na hoti

agardosto ki inayat na hoti khudaya

ye haalat na banti ye surat na hoti har ek 

subah sham na hoti

khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya 

mohabbat na hoti

Explore this song