Roman script

kab hogi sehar deewaaron dar behad viraan hai

kab manjil mere kadamon tale aake hairaan hai

ulaji saansein chup hai raahein, koyi raasta dikha

khuda ke liye - (4)

aa bhi toh jara, aa bhi toh jara aa aa aa aa

khuda ke liye - (4)

aankhon mein le nishaan firata hu dar badar

hai kya kaifiyat - (2)

yoon pathara gaye, jajbaat pe ghum ke chhaale pade

kyun naakaam huye ehsaas ke the jo jaale bade

jalata sehara lamaha tehara, karu kya main aye dil bata

khuda ke liye - (4)

aa bhi tu jara, aa bhi tu jaraaa - (2)

khuda ke liye - (4)

Explore this song