Roman script

khuda humko aisi khudaai na de

khuda humko aisi khudaai na de

ki apne siva kuch dikhai na de

khuda humko aisi khudaai na de

khata baar samjhegi duniya tujhe 

khata baar samjhegi duniya tujhe 

ab itni jada safaai na de 

khuda humko aisi khudaai na de

khuda humko aisi khudaai na de

haso aaj itna ki is shor me

haso aaj itna ki is shor me

sada siskiyon ki sunai na de

khuda humko aisi khudaai na de

khuda humko aisi khudaai na de

abhi to badan me lahu hai bahut

abhi to badan me lahu hai bahut

kalam chhin le roshnai na de

khuda humko aisi khudaai na de

khuda humko aisi khudaai na de

khuda aise ehasaas ka naam hai

khuda aise ehasaas ka naam hai

rahe samne aur dikhaai na de

khuda humko aisi khudaai na de

ki apne siva kuch dikhai na de

khuda humko aisi khudaai na de

Explore this song