Roman script

lamha yeh khaas hai jaaga jaaga naya ehsaas hai

jiski talaash hai yehi kahin mere paas hai 

lamha yeh khaas hai jaaga jaaga naya ehsaas hai 

jiski talaash hai yehi kahin mere paas hai

jaane kaise kab kahan dil gaya

lagey jaise khwab se mil gaya

deewana bekhabar huya kyun besabar bata de yeh bata

khuda mere khuda, khuda mere khuda

khuda mere khuda, khuda mere khuda

aise tanhaiyan yaadon ko chal gayi

jaise khwabon mein dhal gayi

aise parchaiyan jadoo sa chal gayi

deke masti ka pal gayi

tere nazaron ne jo chua chua chua

hai bikhra ishq ka dhua

deewana bekhabar huya kyun besabar bata de yeh bata

khuda mere khuda, khuda mere khuda

khuda mere khuda, khuda mere khuda

main to main to chahat ke manzar me beh gaya

bin kahe ha sab kuch keh gaya

o dard-e-betaabi aise main seh gaya

milke bhi tanha reh gaya

haan rehna hai rehna hai teri baahon me rehna hai

rehna hai rehna hai teri chaon mein

deewana bekhabar huya kyun besabar bata de yeh bata

khuda mere khuda, khuda mere khuda

khuda mere khuda, khuda mere khuda

Explore this song