Roman script

bewafaai to tumhari aadat thi

mujhko chhoda tumne mujhko rahat di

bewafaai to tumhari aadat thi

mujhko chhoda tumne  mujhko rahat di

ab naa deewano ki tarah jeeta maratha hu

khuda ka shukriya ada karatha hoon

khuda ka shukriya ada karatha hoon

bewafaai to tumhari aadat thi

mujhko chhoda tumne  mujhko rahat di

ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu

khuda ka shukriya ada karatha hoon

khuda ka shukriya ada karatha hoon

jitane din tha pass tumhare

raato mena soya

shyad ek din tum badaloge

umeedon mein roya

do din to tum pyar jatate

do din karathe nafarat

mein masoom hu mein

kya janu kya thi tumhari hasrat

hua na kuch aisa jo mene socha tha

tumhari baato mein gajab ka dhoka tha

iss mohabaat ne meri kya halat ki

mujhko chhoda tumne mujhko rahat di

ab naa deewano ki tarah jeeta maratha hu

khuda ka shukriya ada karatha hoon

khuda ka shukriya ada karatha hoon

jab se tumko dil mein

basaya tooti dil pe aafat

jisne itne dard diye ho

vo kya dega rahat

jis kam ho dhoka dena

uska yaki kya karana

jo aaya ho jaane hi lene 

uske liye kya marana

mohabaat me aksar yahi kyun hota hai

mohabbat karta jo wahi kyu rota hai 

hai khata meri ki teri chahat ki

mujhko chhoda tumne mujhko rahat di

ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu

khuda ka shukriya ada karatha hoon

khuda ka shukriya ada karatha hoon

bewafaai to tumhari aadat thi

mujhko chhoda tumne mujhko rahat di

ab naa deewano ki tarah jeeta hoon maratha hu

khuda ka shukriya ada karatha hoon

khuda ka shukriya ada karatha hoon

Explore this song