Roman script

sajde me yuhi jhukta hu

tumpe hi aake rukta hai

kya ye sabko hota hai

hamko kya lena hai sabse

tumse hi sab bate abse

ban gaye ho tum meri dua

sajde me yuhi jhukta hu

tumpe hi aake rukta hai

kya ye sabko hota hai

hamko kya lena hai sabse

tumse hi sab bate abse

ban gaye ho tum meri dua

khuda jane ke mai fida hu

khuda jane mai mit gaya

khuda jane ye kyu hua hai

ke ban gaye ho tum mere khuda

tu kahe to tere hi kadam ke mai

nishan me chalu ruku ishare pe

tu kahe to khwabo ka bana ke mai

bahana sa mila karu sirhane pe

ho tumse dil ki bate sikhi

tumse hi ye rahe sikhi

tum pe mar ke mai to jee gaya

khuda jane ke mai fida hu

khuda jane mai mit gaya

khuda jane ye kyu hua hai

ke ban gaye ho tum mere khuda

sajde me yuhi jhukta hu

tumpe hi aake rukta hu

kya ye sabko hota hai

hamko kya lena hai sabse

tumse hi sab bate abse

ban gaye ho tum meri dua

khuda jane ke mai fida hu

khuda jane mai mit gaya

khuda jane ye kyu hua hai

ke ban gaye ho tum mere khuda

Explore this song