Roman script

ye kaisi kashmakash hai ye kaisi rehguzar hai

ye kaisi kashmakash hai ye kaisi rehguzar hai

main uljha hoon, pareshaan hoon

main uljha hoon, pareshaan hoon

huyi kya mujhse aisi khata

khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage

jahan tak jaaye nazrein, dhuaan hi dhuaan dikhe

khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage

jahan tak jaaye nazrein, dhuaan hi dhuaan dikhe

ret ka mahal woh tha lehron mein shayad jo beh gaya

ret ka mahal woh tha, lehron mein shayad jo beh gaya

khwaahishon ka aashiyaan chand saansein lekar ke deh gaya

rabba khud ke hi saaye, lage aaj paraye

rabba khud ke hi saaye, lage aaj paraye

main uljha hoon, pareshaan hoon

main uljha hoon, pareshaan hoon

huyi kya mujhse aisi khata

khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage

jahan tak jaaye nazrein, dhuaan hi dhuaan dikhe

zindagi ne ishq mein, mujhe aise manzar dikhaaye hain

zindagi ne ishq mein, mujhe aise manzar dikhaaye hain

palkon pe meri sada,

ashqo ke badal hi chhaaye hai

rabba chain na aaye, din rein sataye

rabba chain na aaye, din rein sataye

main uljha hoon, pareshaan hoon

main uljha hoon, pareshaan hoon

huyi kya mujhse aisi khata

khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage

jahan tak jaaye nazrein, dhuaan hi dhuaan dikhe

dard ka hai silsila, seene mein ghum be-shumaar hai

dard ka hai silsila, seene mein ghum be-shumaar hai

chaahatein ek mili haan, mile zakhm mujhko hazaar hai

rabba pal hi mein jaise, sau khwaab hai toote

rabba pal hi mein jaise, sau khwaab hai toote

main uljha hoon, pareshaan hoon

main uljha hoon, pareshaan hoon

huyi kya mujhse aisi khata

khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage

jahan tak jaaye nazrein,

dhuaan hi dhuaan dikhe.

Explore this song