Roman script

khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga 

khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga 

mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga

khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga 

mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga

khuda bhi aasman se 

mussbir khud pareshan hai ke yeh tasvir kiski hai

banogi jisaki tum aisi hasin takdir kiski hai

kabhi woh jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga

khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga

mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga

khuda bhi aasman se

jamane bhar ki masti ko nigaho me sameta hai

kali se jism ko kitni baharo me lapeta hai

huwa tumsa koyi pehle naa koyi dusra hoga

khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga

mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga

khuda bhi aasman se

farishte bhi yaha rato ko aa kar ghumte honge

jahan rakhti ho tum 

panv jageh woh chumte honge

kis ke dil peh kya gujri yeh wohi janta hoga

khuda bhi aasman se jab jamin par dekhta hoga

mere mehbub ko kisne banaya sochta hoga

khuda bhi aasman se

Explore this song