Roman script

khud se bhi maine pyar, tumhaare liye kiya 

khud se bhi maine pyar, tumhaare liye kiya 

raton ko intjaar, tumhare liye kiya 

tanhaaiyon se pyar, tumhare liye kiya 

tanhaaiyon se pyar, tumhare liye kiya 

gam ko gale ka haar, tumhare liye kiya 

khud se bhi maine pyar 

tum laut kar na aaye, kisi shaam ko magar 

tum laut kar na aaye, kisi shaam ko magar 

tum laut kar na aaye, kisi shaam ko magar 

kisi shaam ko magar 

har shaam intjaar, tumhare liye kiya 

har shaam intjaar, tumahre liye kiya 

khud se bhi maine pyar 

ye jaan kar bhi duniya, kisi ki nahi hui 

ye jaan kar bhi duniya, kisi ki nahi hui 

kisi ki nahi hui 

duniya pe etbaar, tumhare liye kiya 

duniya pe etbaar, tumahre liye kiya 

khud se bhi maine pyaar 

o o o aa aa aa 

aa aa aa o o o 

jo dil kisi ke vaste, roya na tha kabhi

jo dil kisi ke vaste, roya na tha kabhi

jo dil kisi ke vaste, roya na tha kabhi

roya na tha kabhi

us dil ko bekraar, tumhaare liye kiya 

us dil ko bekraar, tumhaare liye kiya 

raton ko intjaar, tumhare liye kiya 

khud se bhi maine pyar, tumhaare liye kiya 

khud se bhi maine pyar

o o o aa aa aa 

aa aa aa o o o

Explore this song