Roman script

khud samajh lo ki ye iltiza kya hai

khud samajh lo ki ye iltiza kya hai

hami kah de to phir maza kya hai

hami kah de to phir maza kya hai

hai har ek sans ek naya paigaam

hai har ek sans ek naya paigaam

kya bataye ke dil me kya kya hai

kya bataye ke dil me kya kya hai

sathi jab tak na ho barabar ka

sathi jab tak na ho barabar ka

zindagi me bhara hua kya hai

zindagi me bhara hua kya hai

tum hame chaho hum tumhe chahe

tum hame chaho hum tumhe chahe

jab ye tay hai to phir gila kya hai

jab ye tay hai to phir gila kya hai

Explore this song