Roman script

khubsurat hai rangat gulabi hai

mere saiya me kitni kharabi hai

wo sharabi sharabi sharabi hai

sharabi hai khubsurat hai

khubsurat hai rangat gulabi hai

mere saiya me kitni kharabi hai

wo sharabi sharabi sharabi hai

sharabi hai khubsurat hai

roz kehta hai milne ko milta nahi 

shaam ko yaad rehta hai wada kahi

roz kehta hai milne ko milta nahi 

shaam ko yaad rehta hai wada kahi

nahi aayi abhi tak koi aisi raat

nahi aayi abhi tak koi aisi raat

jab ye botal nigodi na ho uske sath

baate shahana baate shahana aadat nawabi hai

mere saiya me kitni kharabi hai

wo sharabi sharabi sharabi hai

sharabi hai khubsurat hai

usko pine se roko to ladta hai wo

jitna samjhao utna bigadta hai wo

usko pine se roko to ladta hai wo

jitna samjhao utna bigadta hai wo

jane kisne banayi ye papan sharab

jane kisne banayi ye papan sharab

kar diya mere saiya ko jisne kharab

nargi si aankhe

nargi si aankhe chehra kitabi hai

mere saiya me kitni kharabi hai

wo sharabi sharabi sharabi hai

sharabi hai khubsurat hai

khubsurat hai rangat gulabi hai

mere saiya me kitni kharabi hai

wo sharabi sharabi sharabi hai

sharabi hai khubsurat hai

Explore this song