Roman script

khubsurat hai dekho ye jahan, khubsurat nasheela ye sama

dekho jara to khubsurat suhana rasta

dekho jara to khubsurat fiza pe main fida

na jane kya huwa dil mera kho gaya, milega kise kya pata

na jane kahan gum hai, ye thoda gumsum hai

ye kiski khata hai bata jara to

khubsurat tumhi se hai jahan, dekho jara to

khubsurat tumhari har ada

dekho jara to khubsurat yun tujhsa hai kahan

dekho jara to khubsurati pe teri main fida

ahista ahista jadu chala to ankhon se chhalakega banke nasha

masruf rehta hai tere khayalo mein marne ki bhi isko fursat kahan

majbur hai dil na isko pata hain junun ki 

ye manjil le jaye kahan le jaye kahan 

khubsurat hai dekho ye jahan, khubsurat nashila ye shama

dekho jara to khubsurat yun tujhasa hai kahan

dekho jara to khubsurati pe teri main fida

dekho jara dil ki jaa se utha hai dhunwa kaha se kaha se utha hai 

kaha se utha hai jis hal mein hoga dil khush rahega

na gam hoga hamko na dil ko gila hai na dil ko gila hai

na jane kisko jamane mein dekha

milega mukaddar mohabbat ka dekho jara, dekho jara

khubsurat hai dekho ye jahan, khubsurat nasheela ye sama

Explore this song