Roman script

khubsurt badan jnae jaa jane man
teri kamsin jawani gjab kar gayi
teri kamsin jawani gjab kar gayi
uf wo pehli nazar milte hi jhuk gaye
haye wo meharbani gjab kar gayi
haye wo meharbani gjab kar gayi khubsurt badan
jab bahare kare shokhiya husn se
ishq ko chahiye ke shararat kare 
ishq ko chahiye ke shararat kare 
aag dono taraf jab brabar lage
jalne wale se kah do mohabbat kare 
jalne wale se kah do mohabbat kare 
jate jate jo ek muskrahat mili
bas wo hi ek nishani gjab kar gayi
bas wo hi ek nishani gjab kar gayi
uf wo pehli nazar milte hi jhuk gaye
haye wo meharbani gjab kar gayi
haye wo meharbani gjab kar gayi khubsurt badan
kaise diwane hai dil me ye khilte hai
janeman pyar par na tamasha nahi 
janeman pyar par na tamasha nahi 
jane kya bat hai marte hai sab magar
ayet ka bhi jnaza nikalta nahi
ayet ka bhi jnaza nikalta nahi
pichhe pichhe kaha tak chale aaoge
teri aadat purani gajb kar gayi 
teri aadat purani gajb kar gayi 
khubsurta badan jnae jaa jane man
teri kamsin jawani gjab kar gayi
teri kamsin jawani gjab kar gayi khubsurat badan
dard me ab maza aa raha hai mujhe
haye zalim jawani bura ho tera
haye zalim jawani bura ho tera
kaise parwane ho jalne se darte ho 
shama ka naam badnaam ho jayega
shama ka naam badnaam ho jayega
dillagi haye dil ki lagi ho gayi
ho teri meri kahani gjab kar gayi 
teri meri kahani gjab kar gayi
ho khubsurta badan jnae jaa jane man
teri kamsin jawani gjab kar gayi
teri kamsin jawani gjab kar gayi
uf wo pehli nazar milte hi jhuk gaye
haye wo meharbani gjab kar gayi
haye wo meharbani gjab kar gayi khubsurat badan

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Krishna Kalle, Mahendra Kapoor