Roman script

khol ke aankhe dekh zara 
o soye huye bahgwan 
tere hi saye ke niche, rota hain insan
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya
majburo ke aankh me aasu 
majburo ke aankh me aasu 
aur juba par taale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya
kal tak jinke darvaje par, dekhe ghode hathi 
kal tak jinke darvaje par, dekhe ghode hathi 
gali gali me aaj wo bhatke, na sangi na sathi 
o na sangi na sathi, hain tere khel nirale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya
kisi ke sukh me aag lagana
kaam nahi hain tera 
kisi ke sukh me aag lagana
kaam nahi hain tera 
hain ye jhuth to kah de data
naam nahi hain tera 
o naam nahi hain tera, o duniya ke rakhwale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya
majburo ke aankh me aasu 
majburo ke aankh me aasu 
aur juba par taale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya, duniya wale 
dekhi teri duniya

Song details