Roman script

khel nahi khel nahi

khel nahi gir gir ke sambhalna

rahi dekh sambhal kar chalna

khel nahi khel nahi

is duniya ki rah anokhi

manzil bhi gul ho jati hai

manzil bhi gul ho jati hai

kaliyo ke daman me chhupa kar

unko sabnam ro jati hai

thes lage thes lage

thes lage to phir na machalna

rahi dekh sambhal kar chalna

khel nahi khel nahi

pyar ki rah me kya hai jina

kuch biti raho ka sahara

kuch biti raho ka sahara

rat ujali chand ke dam se

chand chhupa gup andhiyara

lut jaye lut jaye

lut jaye to hath na malna

rahi dekh sambhal kar chalna

khel nahi khel nahi

Explore this song