Roman script

khayalo me tera hi chehra yaado me

sawaalo me tu hi tu hain hawaao me

khayalo me tera hi chehra yaado me

sawaalo me tu hi tu hain hawaao me

dil kahe chhu lu mai tujhe

dil kahe paa lu mai tujhe

meri saanse hai tujhse

meri har ek dua me hai tu hi tu

tera hi saaya harsu

mujhko tu bas mila hai, mila hai yu

khayalo me tera hi chehra yaado me

sawaalo me tu hi tu hain hawaao me

har kahi dikhti hai dikhti tu mujhe

bata tera kya hai pata

chhuna chahu mai tujhko karib se

tu kho jaaye kaha

kabhi gum ho jaati hai khushi

kabhi gum ho jaati hai khushi

khayalo me tera hi chehra yaado me

sawaalo me tu hi tu hain hawaao me

Explore this song