Roman script

khayali hain ishq ye ishq tera

khayali hain ishq ye ishq tera

khayali hain ishq ye ishq tera

main tujhko ek takk dekhu

tu ho bas nazaron ke aage

hain ek tarfa ya

khwabo khyal hain

yaar ye pyar mera

ek raat jo din takk jaaye

mil jaaye taaron mein aake

wo ek lamha

rahe saari raat

ye sath tera

ye dil e nadan chand hain aadha

thoda hain mera ya tera zyada

yun poora hain khwab khayal tera

khayali hain ishq ye ishq tera

tainu roz milan di koshishan

ho karda ae mann mera sajisan

bas ek din jispal chah chadhi

ki thi naina ne mere dhokha dhadi

ye dil e nadan tu karle irada

hath jo thama ho ae hi waada

junoon rahe sar pe sawaar tera

khayali hain ishq ye ishq tera.

Explore this song