Roman script

dono hi ghar hai aapke, khud faisla karo

dono hi ghar hai aapke, khud faisla karo

dil me raha karo ya najar me raha karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

phi bhi na aaye wo to khuda se dua karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

phi bhi na aaye wo to khuda se dua karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

kya jane saath chhod de, ye zindagi kahan

kya jane saath chhod de, ye zindagi kahan

kya jane saath chhod de, ye zindagi kahan

hanste huye zamane me sabse mila karo

hanste huye zamane me sabse mila karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

najuk bahut hai dil, ise rakhna sambhal kar

najuk bahut hai dil, ise rakhna sambhal kar

najuk bahut hai dil, ise rakhna sambhal kar

har ajnabi najar se na rishta kiya karo

har ajnabi najar se na rishta kiya karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

ye soch to kahin ka na rakhegi ae kadil

ye soch to kahin ka na rakhegi ae kadil

ye soch to kahin ka na rakhegi ae kadil

khaabo ki roj roj, na chadar buna karo

khaabo ki roj roj, na chadar buna karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

phi bhi na aaye wo to khuda se dua karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

khat usko baar baar likho, iltija karo

Explore this song