Roman script

khat kisi aur ke naam ka hai 
aur lifafe pe mera pata 
yani puri tarah se abhi tak 
mujhko bhuli nahi bewafa
yani puri tarah se abhi tak 
mujhko bhuli nahi bewafa
mujhko malum hai aaj bhi wo 
har ghadi yaad karti hai mujhko 
kya hua jo kisi aur ki hai 
mujhko bhuli nahi hai aaj bhi wo 
bhigi bhigi huyi si nigaahe
dekhti hai mera rasta
yani puri tarah se abhi tak 
mujhko bhuli nahi bewafa
khat kisi aur ke naam ka hai 
aur lifafe pe mera pata 
meri tasveer dil se laga kar 
yaad karti hai wo meri bate
pyar mera na sone de usko 
aankho aankho mein katati hai rate
uske hontho pe hai naam mera 
uski najaro mein chehra mera
yani puri tarah se abhi tak 
mujhko bhuli nahi bewafa
yani puri tarah se abhi tak 
mujhko bhuli nahi bewafa

Song details