Roman script

o khanke 

khanke kangna bindiya hanse

khanke kangna bindiya hanse

aayenge sajna hamre angna

khanke kangna bindiya hanse

aayi main saj ke unke liye

jhume ye jhumka jinke liye

aayi main saj ke unke liye

jhume ye jhumka jinke liye

baaje re bichhua kahna maane na

khanke 

khanke kangna bindiya hanse

aayenge sajna hamre angna

khanke kangna bindiya hanse

saiya ne ulta ghunghata mera

maine bhi hans ke mukhda phera

haye saiya ne ulta ghunghata mera

maine bhi hans ke mukhda phera

jaagti ankhiya dekhe ye sapna

khanke 

khanke kangna bindiya hanse

aayenge sajna hamre angna

khanke kangna bindiya hanse

thamenge jab wo baiya mori

darungi ankhiya kajra bhari

thamenge jab wo baiya mori

darungi ankhiya kajra bhari

kahungi balma humko chhuo na

khanke 

khanke kangna bindiya hanse

aayenge sajna hamre angna

khanke kangna bindiya hanse

Explore this song