Roman script

kya us gali me kabhi tera jaana hua

jahaa se zamaane ko guzre zamaana hua

mera samay toh wahi pe hai thehra hua

batau tumhe kya mere sath kya kya hua

khamoshiyan ek raaz hai sine me dafan hai kahi

khamoshiyan jo paas hai main tumse kahunga kabhi

baant lunga main sath me tere milne to aao zara

khamoshiyan teri meri khamoshiyan

khamoshiyan lipti hui khamoshiyan

Explore this song