Roman script

khamoshiya gungunane lagi

tanhaiya muskurane lagi

khamoshiya gungunane lagi

tanhaiya muskurane lagi

khamoshiya gungunane lagi

tanhaiya muskurane lagi

sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha

dil ka haal bata dilbar se na chupa

sun ke baat ye sharam se meri

aankhe jhuk jane lagi

khamoshiya gungunane lagi

tanhaiya muskurane lagi

sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha

dil ka haal bata dilbar se na chupa

sun ke baat ye sharam se meri

aankhe jhuk jane lagi

jaag utha hai sapna kiska 

meri in aankho me

ik nayi jindagi shamil ho rahi sanso me

kisi ki yaade ye sada hawao me

kisi ki baate hai dabi si hotho me

rat din meri aankho me koi

parchhai lahrane lagi

khamoshiya gungunane lagi

tanhaiya muskurane lagi

dil ka ye karwa yuhi tha rawa dawa

manjil na humsafar lekin ae meherba

teri wo ek najar kar gayi asar

dunia sawar jane lagi

khyaal me bhi aata hai khyaal tera 

bekaraari meri karti hai sawaal tera 

teri wafaao ki umeed hai mujhko 

teri nigaaho ki panaah de mujhko 

sun ae humnashi aas ye teri 

mujhko tadapaane lagi 

khamoshiya gungunane lagi

khamoshiya gungunane lagi

tanhaiya muskurane lagi

tanhaiya muskurane lagi

dil ka ye karwa yuhi tha rawa dawa

manjil na humsafar lekin ae meherba

teri wo ek najar kar gayi asar

dunia sawar jane lagi

khamoshiya gungunane lagi

tanhaiya muskurane lagi

Explore this song