Roman script

khamoshi thi mach gaya shor, aaya aaya mere dil ka chor

wo tum nahi wo tum nahi, wo to hai koi aur

mera dil meri jaan, wo mere dhadkano ki jubaan

mai bhala kya karu, wo sune na meri daastaan

beraham bekhabar hai use kya khabar

uspe to mera na chale jaaneman koi jor

khamoshi thi mach gaya shor, aaya aaya mere dil ka chor

mai yaha to kaha dhundhati hai usi ko najar

chhod e na berukhi jane na mera darde jigar

husn ki ye ada dekhe na dilruba

na jude dil ke armano se chahat ki dor

khamoshi thi mach gaya shor, aaya aaya mere dil ka chor

wo tum nahi wo tum nahi, wo to hai koi aur

wo tum nahi wo tum nahi, wo to hai koi aur

khamoshi thi mach gaya shor, aaya aaya mere dil ka chor

Explore this song