Roman script

khamoshi khud apni sada ho 

aisa bhi ho sakta hai

khamoshi khud apni sada ho 

aisa bhi ho sakta hai

sannata hi gunj raha ho 

sannata hi gunj raha ho 

aisa bhi ho sakta hai

khamoshi khud apni sada ho 

aisa bhi ho sakta hai

mera maaji mujh se bichad kar 

kya jaane kis haal mein hai

mera maaji mujh se bichad kar 

kya jaane kis haal mein hai

meri tarah wo bhi tanha ho 

mera maaji mujh se bichad kar 

kya jaane kis haal mein hai

aisa bhi ho sakta hai

khamoshi khud apni sada ho 

aisa bhi ho sakta hai

sehra sehra kab tak main dhundu 

ulfat ka ek aalam

sehra sehra kab tak main dhundu 

ulfat ka ek aalam

aalam aalam ek sehraa ho 

aalam aalam ek sehraa ho 

aisa bhi ho sakta hai

khamoshi khud apni sada ho 

aisa bhi ho sakta hai

ahle tufaan soch rahe hain 

saahil duba jaata hai

ahle tufaan soch rahe hain 

saahil duba jaata hai

khud unka dil dub raha ho

khud unka dil dub raha ho  

aisa bhi ho sakta hai

khamoshi khud apni sada ho 

aisa bhi ho sakta hai

sannata hi gunj raha ho 

sannata hi gunj raha ho 

aisa bhi ho sakta hai

khamoshi khud apni sada ho 

aisa bhi ho sakta hai

Explore this song