Roman script

khali jebe ho kadki ho mera dil mange wo ladki ho
khali jebe ho kadki ho mera dil mange wo ladki ho
haye re haye haye re haye ke jiske dil me mere liye
prem ki jwala bhadki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho
hai der tumhare aane ki hai der tumhare aane ki
ji bhadke dunia diwane ki apni kismat apni kismat 
wo kismat hai thukri hui dar dar ki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho
khali jebe ho kadki ho mera dil mange wo ladki ho
khali jebe ho kadki ho mera dil mange wo ladki ho
haye re haye haye re haye ke jiske dil me mere liye
prem ki jwala bhadki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho
din rat to pata masti hai masti hai
din rat to pata masti hai 
ji ye dunia mujh par hasti hai
ji ye dunia mujh par hasti hai
wo mere ho ye ho kaise 
wo mere ho ye ho kaise jab sari dunia ladki ho 
kadki ho ladki ho haye ladki ho
khali jebe ho kadki ho mera dil mange wo ladki ho
khali jebe ho kadki ho mera dil mange wo ladki ho
haye re haye haye re haye ke jiske dil me mere liye 
prem ki jwala bhadki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho
jaise parwana candal par candal par 
gir jau teri sandal par sandal par 
mit jau teri sandal par lut jau teri sandal par 
are bhai wo sandal kidhar hai
mere sar me tera sauda ab khair hamare sar ki ho
kadki ho ladki ho haye ladki ho

Song details

Song video

Watch on YouTube